Tuesday, July 19, 2011

Rukhna hai ab mushkil

kyu chahaton ke silsiley mei fasta chala jata hai yeh dil
khud ki umeedo per khara uttarna chahata hai yeh har din
rukhawate hai itni ki khud ko sambhal pata nahi ye dil
duniyadari ke bhawar se bacho toh
khud ki chahato se fissal jata h ye dil
Manzil ki jiss talash mei khawab dekhe h hazaro
jeevan ki uss mor per aakey rukh jana hai mushkil
Jab har lamha saath deta hai phir kyu rula deta hai khawab har din.